Archive for 2012-10-28

Jism-2 Songs Lyrics




Director: Pooja Bhatt,
Producer: Pooja Bhatt,
Cast: Randeep Hooda, Arunodhay Singh,
Music Director: Arko Pravo Mukherjee



Abhi Abhi Song Lyrics.(male)

Singer: K.K

Abhi abhi toh mile ho
Abhi naa karo chhootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho
Abhi abhi roothne ki baat

Abhi abhi toh roshni aayi
Abhi naa karo munh chhupane ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jaane ki baat
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neendh tihaare
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neendh tihaare

Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkane sunaaye
Teri khwahishon se meri khwaishein riha hain
Teri karwaton se meri daastan bayan hai
Kya sukoon kya junoon humnawa
Abhi abhi dil ki suni hai
Abhi na karo zamaane ki baat
Abhi abhi baatein ruki hain
Abhi abhi dauhraane ki baat
Abhi abhi aawargi aayi
Abhi na karo sambhalne ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jaane ki baat
Woh subah toh bewajah ho
Ke guzre bin tumhare jiski raat
Woh subah toh bewajah ho
Ke guzre bin tumhare jiski raat

Teri baazuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkane sunaaye
Teri khwahishon se meri khwaishein riha hain
Teri karwaton se meri daastan bayan hai
Kya sukoon kya junoon humnawa
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neendh tihaare
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neendh tihaare





Darta Hoon(Adhoora)

Singer: Rushik.

Darta hoon main khudko chaahne se
Darta hoon main tujhko paane se

Naa dil dendi bedardi nu
Naa ro ro akhiyaan laandi
Ve kade naa pachhtandi main
Je pata hunda tere wal chal da

Darta hoon No-e-insaan se
Darta hoon teri daleri se

Tenu mehram nazir bana baithi
Tere naal main jindadi laa baithi
Na laandi te na pachhtandi
Je chhad jaana si harjaiyaan

Dikhta hai fareb teri shikan mein
Hai bashar tu bana tamaami pe
Nahi ho sakta main tum mein se
Nahi chaahta hoon main kuch tum se

Tenu mehram nazir bana baithi
Tere naal main jindadi laa baithi
Na laandi te na pachhtandi
Veh kade naa pachhtandi
Veh kade naa pachhtandi...





Hey Walla song Lyrics

Singer: Unoosha.

Wake up to the call to the sounds around me
Say, live your dreams your destiny away
Hear the rhythm then near inside me
Are you ready live on love
See the color shine in from your heart
Are you ready live on love

Wake up to the dazzling stars above me
Sing, spread your wings and fly to the sky
Hear the rhythm then near inside me
Are you ready live on love
See the color shine in from your heart
Are you ready live on love...

Rise up high to the sky
Leave your...
Hey walla
Fly to the sky
Destiny await
Hey walla




Muala Song Lyrics.

Singer: Ali Azmat.

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Oo... Oo...
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali
Dum taram ra ra...

Chaah ki kami mein tu hai
Aankh ki nami mein tu hai
Aas mein tu, pyaas mein tu
Saans mein tu
Tu bewajah haseen tu hai
Jo dikhe ussi mein tu hai
Aksh mein tu, raksh mein tu, jaan mein tu
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali
Dum taram ra ra...

Zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
Zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
Dum taram ra ra...





Ye Jism Song Lyrics.

Singer: Ali Azmat.

Ye jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Ye dard hai toh kya
Ye ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Ye chaahne ki aas ne
Taraa taraa shikast hi hua

Raza hai kya teri
Dil-o-jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafa kiya
Tu vaar zindagi se yun mujhe judaa kiya
Kahaan kahaan phirun main dhoondta
Raza hai kya teri
Dil-o-jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafa kiya
Tu vaar zindagi se yun mujhe judaa kiya
Kahaan kahaan phirun main dhoondta

Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru wahin pe dafan jaan hai

Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru wahin pe dafan jaan hai

Ye jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Ye dard hai toh kya
Ye ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Ye chaahne ki aas ne
Tara tara shikast hi huaa




Ye Kasoor Song Lyrics.

Singer: Sonu Kakkar.

Yeh kasoor mera hai ke yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh chhod diya hai

Yeh kasoor mera hai ke yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh chhod diya hai

Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai
Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai
Yeh kasoor mera hai ki yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh chhod diya hai

Ik tu hai daulat hai meri
Haasil tu mera
Kitni hai mohabbat tujhse
Be-hisaab wafaa
Hasraton se badhkar apni chaaha tujhe hamesha
Yeh kasoor mera hai ke yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh chhod diya hai
Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai

Koi dard raha na dil mein
Na koi khala
Har khwaish poori hui hai
Tujhe paa jo liya
Door mujhse ho na kabhi na
Karna yeh ik ehsaan

Yeh kasoor mera hai ke yakeen kiya hai
Dil tere hi khaatir rakh chhod diya hai
Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai
Ho...
Friday 2 November 2012
Posted by Abhikya

Raavan Songs Lyrics



Director: Mani Ratnam,
Music: A.R.Rahman,
Cast: Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Chiyyan Vikram,
Lyrics: Gulzar,
Banner: Madras Talkies,
Producer: Suhasini, Mani Ratnam.


Beera song Lyrics.

Singer: Vijay Prakash, Mustafa Kutoane.

Annkhon mein jaan
O ho ho o ho hohooo
Beera
Beera-Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera

Beera-Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera

Beera ke dus maathe
Beera ke sau naam,
Chede jo beera ko
Dhama dham dham dham

Beera Beera Beera Beera Beera

Are beera uthi aandhi
Beera ek Toofan
Saansan mein ugle angi
Beera jalti jaan
Jalti jaan jalti jaan jalti jaan

Janam na pooche
Jaat na pooche
Poocho jo pehchan
Beera ka abhimaan hai
Abhimaan hai abhimaan hai Beera
Beera Beera Beera Beera Beera

Dhana dhan dhan dhana dhan dhan

Beera-Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera

Beera ke dus maathe
Beera ke sau naam,
Chede jo beera ko
Dhama dham dham dham

Beera Beera Beera Beera

Beera-Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera
Beera-Beera Beera Beera Beera... (2)




Behene De song Lyrics

Singer: Karthik, Mohammed Irfan.

Are aankh se boond gira koi
Chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara

Umeed ko aag laga zara
Sehra ki pyaas bujha zara
Ghan itna baras ke galne lagoon
Mein paani ke upar tarne lagoon

Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de
Ohhh
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de

Behene de ghangor ghata
Behene de paani ki tarah
Saagar mein jaa girna hai
Behene de nadiyaan ki tarah

Shart lagi hai mar jaane ki
Jeena hai toh pyaar mein
Dil kahin bhi ho mera
Jaan rakhi hai yaar mein
Behja behja hai saagar ka kehna
Behja behja hai nadiyaan ko behna

Patte se tapakti boond ki awaaz sunai di thi
Nadiyaan mein tapak aur gum ho ja
Beh gaya beh gaya jo reh gaya reh gaya
Beh gaya beh gaya jo reh gaya reh gaya
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de
Ohhh
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata
Behene de paani ki tarah
Saagar mein jaa girna hai
Behene de nadiyaan ki tarah

Mera pal pal ang ang bhar diya
Tune jaan pe junoon saa kar diya
Mera hai kya jo mein haar du
Jaan teri hai tujh pe vaar du
Doob gaye jo suna hai saare
Tere dere aatey hai
Dil ko chulu mein bechare
Doobkiyan ghante khaate hain

Beh ja behja chal todh kinaare ko
Behja behja dhar le majhdhaare ko

Chingari udha ke raakh se
Ek boond gira ke aankh se
Chalne ka ishaara kar gaya

Kar gaya kar gaya sab bhar gaya bhar gaya
Kar gaya kar gaya sab bhar gaya bhar gaya
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de
Ohhh
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de

Behene de ghangor ghata
Behene de paani ki tarah
Saagar mein jaa girna hai
Behene de nadiyaan ki tarah

Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de
Ohhh
Behene de mujhe behene de mujhe
Behene de mujhe behene de

Behene de ghangor ghata
Behene de paani ki tarah
Saagar mein jaa girna hai
Behene de nadiyaan ki tarah



Kata Kata Bechara

Singer: Ila Arun, Sapna Awasthi, & Kunal Ganjwala

Kata kata bechara bakra, Kata
Kata bechara Manaa manaa
Le khair maanale, aakhri raat
Kunvara

Dhik dhik thak dhinn, Jaaye na
Joru bin joru abhi kamsin, kanya
Ko bulaao

Dulhe mian, Dulhe mian, dand
Vand pelo Dulhe mian, chchodo
Joru, jharkhand lelo

Gaya gaya ek aur gaya re,
Gaya gaya bechara
Manaa manaa le khair maanaale,
Aakhri raat kunvara

Ey hawa pe chalti hai yeh chchori
Paron se bhi halki hai re dahi se
Bhi khatti hai suna hai Dahi bhi
Woh kal ki hai re

Gaya gaya ek aur gaya re, gaya
Gaya bechara Dhik dhik thak
Dhin, Jaaye na be joru bin
Joru abhi kamsin, Kanya ko
Bulaao

Ho rrrraaa haa, Rang thaaro
Kashni, utey rang chadave naa, Tu
Na kaalo na tu kaagaa

Kankar maare kaun abhaaga
Oo ne koyi daraave na...

O na gori, na angoori, bohaari
Lagaiyo na jijo kyun banaave
Chaakar jiji Ganga bhari si gaagar
Oon ke Rani banaiyo haan...

Choto koi devar hoye toh,
Chchaati laagiye....
Aur saas sasur ke aadar kije,
Paayen laagiye....
Ae...Jeth jethaani samjhaave toh
Maathe raakhijo re...
Aur nand sakhi saheli jaisi,
Saath raakhije re...
O chchori sun, saath raakhije
Re....

Ey hava pe chalthe hai ye chchori
Paron se bhee halkee hai re

Dahi se bhi khatti hai suna hai
Dahi bhi woh kal kee hai re Gaya

Gaya gaya ek aur gaya re, gaya
Gaya bechara Manaa manaa le
Khair maanaale, aakhri raath
Kunvara

Badi beere, badi beere shaadi
Jaldi karna... Dulhe Miya dulhe,
Miya, godhi jaldi bharna...

Gaya gaya gaya ek aur gaya re,
Gaya gaya bechara
Manaa manaa le khair maanaale,
Aakhri raath kunvara
Ek aur....ek gaya....
Ek aur...ek gaya...
Gaya..gaya...gaya...
Bechaaraa...
Ek aur gaya...ek aur gaya...ek
Aur gaya... Bechara... (2)

Dhin tanak dhin... (5)

Dhol nagade bajake le kya
Dhun sunaaye shahnai kee
Rey Dhole baja ke
Ek aur gaya Ek aur gaya Ek aur
Gaya Becharaa... (2) Gaya gaya...




Khili Re song Lyrics

Singer: Reena Baradwaj

Khilli re , khilli re...
Khilli re , khilli re...
Raat ki rani
Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni bansuriya
Honton se,phoonka re,
Bheena badan mora
Bheena, bheena hai badan
Mora, aaja piya aaja....

Haathon se, choo na re,
Surila badan mora,
Surila,surila badan mora
Aaja piya,aaja

Khilli re , khilli re...
Khilli re , khilli re...
Raat ki rani
Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni bansuriya

Piyra re, piya re-piya more-aa...
Raat ki daari kab se
Jhoor rahi hai re
Daariyon ki godhi bhar jaa
Saari raat meheki hai
Saari raat mehekegi
Sej suhani kar ja

Hoton pe rakh ke
Phoonk bansuriya
Tan barthan bhar jaa
Aaja re, aaja,samay ahi hai
Kohre mein thehra hua

Khilli re , khilli re...
Khilli re , khilli re...
Raat ki rani
Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni bansuriya

Khilli re , khilli re...
Khilli re , khilli re...
Raat ki rani
Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni bansuriya

Aadhi raat,jaagi re
Tan ke sur, sun ke
Sun sun ke
Sun sunke
Aaja piya-piya aaja
Aaja re, meheki main
Saans ki dhun sun ke
Sun sunke dhun sunke
Aaja piya piya aaja

Khilli re, khilli re...khilli re,
Khilli re...raat ki rani

Choomo sawariya
Phir se bansuriya
Bheeni lansuriya
Bheeni lansuriya





Ranjha Ranjha

Singer: Rekha Bharadwaj, Javed Ali, Anuradha Sree Ram.

Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoyee
Ranjha ranjha saddoni mainu
Heer na aakho koi

Ohh raanjha ranjha na kare heere
Jag badnami hoey
Patti patti jhar jawey
Par khusboo chup na hoey

Begunah pakda gaya yaaron
Ishq mein jakada gaya yaaron
Aankh ke dosh mein dil
Bewajah pakada gaya yaaron

Aankh se hatthi nahi
Are hatthi nahi are hatthi nahi

Sote sote bolta hoon
Kabhi bolte boltey sota hoon
Kya jaane kya hota hai
Kabhi jalti aag datolta hoon
Ek baar toh aake dekhe wo
Bhi

Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha saddoni maino
Heer na aakhe koie

Ohhh raanjha ranjha na kare heere
Jag badnami hoey
Patti patti jhar jawey
Par khusboo chup na hoey

Jal ja jal ja ishq mein jal ja
Jale so kundan hoye
Jalti raakh lagaa le maathe
Lage toh chandan hoye
Ranjha ranjha kardi wey main
Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha saddoni mainu
Heer na aakhe koie

Waqt katatha bhi nahi
Waqt rukta bhi nahi
Dil hai sajde mein magar
Ishq jhukta bhi nahi

Bina tere raatein... Arey raatein
Kyun lambi lagti hain
Kabhi tera ghussa, teri baatein
Kyun achchi lagti hain
Yeh jalte koyele are koyele
Ab rakhna mushkil hai

Heyy ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha saddoni mainu
Heer na aakhe koie

Ohhh raanjha ranjha na kare heere
Jag badnami hoey
Patti patti jhar jawey
Par khusboo chup na hoey

Jal ja jal ja ishq mein jal ja
Jale so kundan hoye
Jalti raakh lagaa le maathe
Lage toh chandan hoye

Chal... Chal junoon chaltein rahein
Tu kahin thahere nahin
Dil agar aa bhi gaya
Woh tera sheher nahin

Bina tere saansein, are saansein
Kahin khatam na ho jaye
Sabhi teri yaadein
Sabhi yaadein kahin bhasm na ho jaye

Sulagte koyele, are koyele
Ab bujhna mushkil hai...
Ranjha ranjha kardi wey main
Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha saddoni mainu
Heer na aakhe koie

Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie

Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie

Ranjha ranjha
Na kar heere jag badnami hoey
Patti patti jhar jawey par khushboo
Chup na hoey

Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie
Ranjha ranjha kardi wey main
Aape ranjha hoie





Thok Ki Dilli

Singer: Sukhwinder Singh, Am'Nico

Thok di killi
O thok di killi
Ki door nahi hai
Chalega dilli
Sabko ghoore aankh dikhaye
Tanashahi kare daraye
Oh baagad lilli hey
Oh thok di killi

Ghuma de danda
Uda de gilli
Itraye vithraayee jab bhi
Hadh se aage zad mein aaye

Aankh mein kaala kajal
Oye naak mein natthii
Kaan mein jhumka
Paanv pehne bhijua or
Daayen baayen maare thumka

Aase paase sab ko ghoore
Dekhe or dikhaye tevar
Mujre ka nazrana maange
Heere banne naqdi jevar
Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli

Jhooti sacchi sehli
Thumri kajri jo bhi kchali
Humne ek tihayee li
Ghungroo chod kar chat par
Tehcli
Jhooti hai makkaar nachaiyya
Na koi mayi na koi maiya
Koot koot ke kapat bhara hai
Be-taala tha tha tha thaiyya
Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli

Oh thok di killi
Oh thok di killi
Ki door nahin hai
Chalega dilli

Hey..hey

Raat ka maal, raaton ne loota
Chaand taaron ka guchcho
Churaaye
Din nikalna tha, apna bhi nikla
Kis mein dum hai ki suraj bhi
Jaaye
Kis mein dum hai ki suraj bhu
Jaaye

Aaya milke baiten
Haal sunaave dil ka
Kela woh khaate hai
Humko phenke chilka chilka

Bichde pichde keh ke humko
Khoob uthaye khilli dilli
Sehete sehete ab toh
Garden ghar rakh kar jaate hai
Choti ho gayi qabren
Bin mundi hi mar jaate hai
Posted by Abhikya

Agneepath Movie Songs Lyrics



Director: Karan Malhotra,
Producer: Karan Johar,
Banner: Dharma Productions,
Cast: Hrithik Roshan, Priyanka Chopra, Sanjay Dutt, Rishi Kapoor.
Music: Ajay Govale,
Lyrics: Amitabh Bhattachariya.


Abhi Mujh Mein Songs Lyrics.

Singer: Sonu Nigam.

Abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera

Ab hai saamne
Ishe chhuu loon zara
Marr jaaun ya jee loon zaraaa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loon zara (indicine.com)
Marr jaaun ya jee loon zaraa

Hoo abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hai zindagi

Hoo... dhoop mein jalte hue tann koo
Chhaya pedh ki mil gayi
Roothe bacche ki hansi jaise
Phuslane se phir khil gayi
Kuch aisa hi mehsoos dil ko ho raha hai
Barson ke puraane zakhmon pe marham laga sa hai

Kuch ehsaan hai,
Iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha meraa
Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara
Marr jaaun ya jee loo zara
Khushiyaan choom loon
Ya ro loon zara
Marr jaaun ya jee loon zara

Dor se tooti patang jaisi
Thi yeh zindagaani meri
Aaj hoon kal ho mera naho
Har din thi kahaani meri
Ek bandhan naya peeche seh ab mujhko bulaye
Aane wale kal ki kyun fhikar mujhko kyun sataa jaaye

Ik aisi chubhan, iss lamhe mein hai
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara
Marr jaaun ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Ya roh loon zara
Mar jaaun ya jee loon zara




Chikni Chameli

Singer: Shreya Ghoshal.

Bichu re ye naina
Badi zeherili aankh maare
Kamsi kamariya saali
Ik tumke se lakh mare

(Whistles)

Haaii..
Bichhu re ye naina
Badi zeheleeli aankh maare
Kamsin kamariya saali
Ik tumke se lakh maare
Note hazaaron ke
Khula chutta karane aayee
Husn ki teelli se beedi chillam jalane aayee

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee

Jungle mein aaj mangal karungi
Bhookhe sheron se khelungi mein
Makhan jaisi hatheli pe chalke angare le lungi mein
Haaii.. Indicine
Gehre paani ki machli hoon raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharon se haar ke aaj doobi hoon main

Hoye

Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa

Yeh toh trailer hai pori fillum dikhane aayee
Husn ki teelli se beedi chillam jalane aayee

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee

Haiii.. Banjar basti mein aayee hai masti
Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chehke chote na hai rang gehra tera
Joban ye mera crazy hai raja
Saare mardho ko kaatungi main
Shaare meri akeli hai aaja sangh tere baatungi main

Haaye.. baat mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Haaai baat mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Chumke zakhmo mein thoda malham lagane aayee
Husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayee

Aaayee Chikni.. chikni.. chikni.. aayee
Aaayee Chikni.. chikni..

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee





Deva Shree Ganesh Song Lyrics

Singer: Ajay Govale.

Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha (repeat more than 15 times)

Jwala si chalti hai
Aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai

Parwah hi kya uska
Aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinam hai.. ye..

Dharti ambar sitar
Uski nazare utaare
Dar bhi usse dara re
Jiski rakhwaliya re...
Karta saya tera

Jai deva Shri Ganesha
(Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha...)

Hooo... teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaye vo dhanvaan hai
Bin kinare ki kashti hai vo..
Deva tujhse jo anjaan hai...

Yun toh mushak savari teri
Sab pe hai pheredari teri
Paap ki aandhiyan na kaha
Kabhi jyoti na haari teri...

Apni takdeer ka wo
Khud sikander hua re
Bhul ke ye jahaan re
Kiski silien ya haare
Saath paya tera he

Hey Deva.. Shree Ganesha
(Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha..)

Hoo.. teri dhuli ka teeka kiye
Deva jo bhakth tera jiye
Usse amrit ka hai moh kya
Has ke vish ka wo pyaala piye..

Teri mahima ke chaya taale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingari pakshodh se
Khadi Ravaan ki Lanka jale..e..

Shatruon ki katare
Ek akele se haare
Kand bhi parvat hua re
Sharok ban ke jahan re..
Naam aaya tera
Hey Deva.. Shri Ganesha

(Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha...)

Ganapati bappa moriya.....

Ghalin lotangan vandin charan
Dolyani pahin rup tujhe
Deva Preme alingan anande pujin
Bhave ovaleen mhane nama

Twameva mata, cha phita Twameva
Twameva bandhuscha sakha twameva.
Twameva vidya, dravinum twameva
Twameva sarvam mama deva deva

Kayena vacha manasendriyenva
Buddhyatmana va prakritiswabhavat
Karoomi yadhyath sakalam parasmai
Narayanayeti samarpayami

Achyutam keshavam ramnarayanam
Krushanadamodaram vasudevam bhaje
Shridharam Madhavam gopikavallabham
Janaki nayakam ramchandra bhaje

Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare




Gun Gun Guna Lyrics.

Singer: Udit Narayan, Sunidhi Chauhan,

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Ho Maayusion ke chonge utaar ke phenk de na saare
Candle yeh shaam ka phoonk raat ka cake kaat pyare
Sikha na tune yaar humne magar sikhayare
Dumdaar nuskha yaar humne jo aaazmaaya re
Aasuo ko chooran chaba ke humne dakaar maara re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Humm... hain sarpe tere ke jhaloke yeh tokhre
La humko dede halka hoja re tu chokre
Jo teri neende apne naakhun se jo nochle woh
Dard saare jalte choole mein tu jhonk re
Zindagi ke raashan mein.. gham ka gota zyada hai
Black mein khareedenge khushi ka pitara re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re
Ho aye ho

Tu munh phulaa le sooraj bhi dhalne lage
Arrey tu muskura de chand ka bulb jalne lage
Tu chup rahe toh maano behri lage zindagi
Tu Bol de toh parde kaano ke khulne lage
Ek bandh bottle ke, jaisa kya haa baitha hai
Khaali dil se bhar de na, glass yeh hamara re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Ho bindaas hoke har gham ko yaar khoonti pe taang dunga
Thoda udhaar itminaan main tumse hi maang lunga
Hai seekha hai maine jo tumne sikhaaya re
Dumdaar nuska yaar maine bhi aazmaaya re
Aasuon ka chooran chaba ke maine dakaar maara re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re

Gun gun guna re
Gun gun guna re
Gun gun guna yeh gaana re




O Saiyaan

Singer: Roop Kumar Rathod.

Meri.. adhoori.. kahani..
Lo.. dastan.. ban gayi
Ho.. tune chua aaj aise...
Main kya se kya ban gayi

Sehme hue
Sapne mere
Haule haule angdaiyan le rahe
Thehre hue
Lamhe mere
Nayi nayi gehraiyan le rahe

Zindagi ne
Pehni hai
Muskan
Karne lagi hai
Itna.. karam
Kyun na jaane
Karvat lene lage hain
Armaan phir bhi
Hai aankh num
Kyun na jaane
O saiyan.....

Aaa.. a.. a..

Odhu teri kaya
Solah singar main saja loon
Sangam
Ki yeh raina
Is mein tyohar main mana loon
Khushbu teri
Choo ke
Kastoori ho jaun
Kitni pheeki thi main
Sindoori ho jaun
Sur se zara
Behki hui
Meri duniya thi badi besuri
Sur mein tere
Dhalne lagi
Bani re piya
Main wahi bansuri

Zindagi ne
Pehni hai
Muskan
Karne lagi hai
Itna.. karam
Kyun na jaane
Karvat lene lage hain
Armaan phir bhi
Hai aankh num
Kyun na jaane..
O saiyyan..... (O saiyyan..)

Mere
Aasman se
Jo hamesha
Gumshuda the
Chaand taare

Tune..
Gardishon ki
Lai badal di
Laut aaye
Aaj sare
O.. saiyyan..




Shah Ka Rutba

Singer: Sukwinder Singh, Anand Raj Anand, Krishna Beura.

Shah ka rutba shehansha ho si teri baat hai
Shah ka rutba shehansha ho si teri baat hai
Hoo.. shahon ka jo shah uska tere sar pe haath hai
Shahon ka jo shah uska tere sar pe haath hai
Tere kadmon ke tale mitti bhi sona ban gayi..
Jar hua dushman jahan shamsheer teri tan gayi haan

Tu vari hai tu meherbaan
Eemi gehba hai tuhi
Hai farishte bhi barastish mein teri kurban wallah
Tu vari hai tu meherban
Eemi gehba hai tuhi
Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvan wallah ho

Nazara jannaton ka aaj tere rubaru hai
Tera lakhte jigar saaya hai tera hubahu hai
Haan sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain
Ke teri saltanat ke takht ka jaan e sheen hai
Guroor yeh.. jalwa rahe
Udhta puha.. muktha rahe
Teri jeet ki raftaar se har haar hai iss tarahe

Teri kismat khud tere haathon khilauna ban gayi
Jar hua dushman jahan shamsheer teri tan gayi
Tu vari hai tu meherban
Eemi gehba hai tuhi
Hai farishte bhi barastish mein teri kurban wallah
Tu vari hai tu meherbaan
Eemi gehba hai tuhi
Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvan wallah ho

Ho... haan...

Ghar deewane aam na ho..
koi akbar na hua
Jo tumhare sar jhuke toh shenshah main hua
Allah raha mera har pal hafeez
Toh safar yeh tai hua

Ghar deewane aam na ho koi akbar na hua

Ya walah ya maula..
ya walah ya maula..
ya walah ya maula..

Chaar majboot naujawan kandhe
Tujhko tere khuda ne bakshe hai
Inke haathon ki jo lakeerein hai
Tere dono jahan ke nakhshe hai

Zindagi toh har kadam nayi dishaat hai
Yeh hi toh mere shehmaat hai
Yeh dono meri kaayenaat hai ya..

Chaar majboot naujawan kandhe
Tujhko tere khuda ne bakshe hai
Inke haathon ki jo lakeerein hai
Tere dono jahan ke nakhshe hai

ya walah ya maula..
ya walah ya maula..
ya walah ya maula..
Posted by Abhikya

Popular Post

Followers

Recent Comments

- Copyright © 2013 Lyr!c$ -Metrominimalist- Powered by Blogger - Designed by Johanes Djogan -