Posted by : Abhikya Wednesday, 31 October 2012

Ek Tha Tiger is an Hindi romantic thriller. The film will be produced directed by Kabir Khan. and by Yash Raj Films. Ek Tha Tiger will be Released on August 18, 2012.
Directed by: Kabir Khan
Produced by: Aditya Chopra
Screenplay by: Kabir Khan, Neelesh Misra
Starring: Salman Khan, Katrina Kaif
Music by: Sohail Sen
Distributed by: Yash Raj Films



Jaaniyan lyrics

Singer: Bilwal Boloch

Soneya jiya nahi jaaye
Soneya naa tarsa
Soneya pheeka jeevan
Soneya rang bhar jaa
Hafto se bane saalon
Sab gin gin main gujaaru
Shaamein lagti hai ab toh saja

Jaaniya lambiya judaiya
Jaaniya bin tere haareya
Ankhiya meri tere sang 
Nazar Aaja (x2)

Soneya raat andheri
Soneya deep jala
Soneya darr lagta hai
Soneya mujhko bacha
Lambi raatein ye daraye
pal pal ye jaalaaye
Aahe nahi rukti mere aag

Jaaniya lambiya judaiyaa
Jaaniya bin tere haareya
Ankhiya meri tere sang 
Nazar Aaja (x2)

Dhoondoon tujhe
Ab aa mil ja

Jaaniya lambiya judaiyaa
Jaaniya bin tere haareya
Ankhiyaa meri tarse
Nazar Aaja 



Mashallah Lyrics

Singer: Wajid Khan, Shreya Ghoshal.

Mashallah Maashallah woh hoo ho...
Mashallah Maashallah Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai ye jahaan 

Mashallah Maashallah woh hoo ho...
Mashallah Maashallah Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai ye jahaan

O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho

Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye pighal jaaye zamaana
Main tujhse, tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dildariyaan sun jaaniyan
Mili mila mujhe milana

Mashallah Maashallah…

Sholon mein sharara hai
Arey! Sholon mein sharara hai
Taaron mein sitaara
Kudrat me fursat se banaya mera yaara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadatein, tu mila, mili mujhe Khudaai

Mashallah Maashallah…
O habibi, mashallah antashaqla azimullah


Laapata Lyrics

Singer: K.K, Palak Muchhal.

Aankhon ko yun band karke
Dheeme dheeme gin gin ke
Dhundo humein, hum hain kahaan?

Ho bhoole se fasaane hain
Zameen se begaane hain
Dekho huey hum to hawaa

Dil ke kinare, 
Khwaabon ke neeche
Hai khoya khoya 
Apna jahaan
Main laapata aa aa
Tu lapata…
Hosh o hawaas... 
Hai laapata

Haan ye zidd hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni ye teri khwaabon mein rakhenge band hum
Haan subaha kab soyi? 
Taare kab jaage?
Hum bhoole hain ki kab kya huaa
Main laapata aa aa… 
Tu lapata…
Hosh o hawaas hai laapata

Le rahe thhe saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil ye tujhko de ke
Dhadkan se waaqif huey hum
Haa tujh mein hi gum hain
Tujh mein hi khoye
Ab dar se tere jaana kahaan?
Main laapata aa… 
Tu lapata…
Hosh o hawaas hai lapata



Saiyaara Lyrics


Singer: Mohit Chauhan, Tarunnum Malik.

Aasmaan.. 
Tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan 
Tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan
Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara

Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si duaa
Tu jo gaya, toh le gaya sang tere 
Mere jeene ki har wajah

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai haan khud pe yaqeen
Tu jo nahi to naa sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara

Saiyaara main saiyaara, 
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein 
Milenge abb yaara



Banjaara Lyrics

Singer: Sukwinder Singh.

Banjara banjara 
Dil mera banjaara
Dekha jabse usko 
Dil mera dil mera banjaara
Na jaga naa soya 
Dil mera dil mera banjaara
Jo muskaraaye woh, 
Sab kuch bhulaye woh
Dekho bhatak ke aaye dil Banjaara
Banjara banjaara 
Usski dhun me dil banjaara
Banjara banjaara 
Uski dhun me dil banjaara

Leharake dil se guzarti hai wo
Leharake dil se guzarti hai wo
Jaane kya khit-pit karti hai wo
Ho hans de to ude dil me hai titliyan
Be mausam gire hum pe hain bijliyaan
Uss pe ye dil aa aake haara
Banjaara banjaara uski dhun me dil banjaara
Banjaara banjaara uski dhun me dil banjaara

Baaton me uski jaadugari
Baaton me uski jadugari
Nigaahon me uske hai kaarigari
Ho saikadon khwaab uspe hain kharcha kiye
Phir bhi milne ko har roz tarsa kiye
Kehde toh chhod du main ye jag saara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara

Leave a Reply

Subscribe to Posts | Subscribe to Comments

Popular Post

Followers

Recent Comments

- Copyright © 2013 Lyr!c$ -Metrominimalist- Powered by Blogger - Designed by Johanes Djogan -